jis madhyam se hum bhogte hain usse hum jud jaate hain
kamzor aadmi dukh ki bhasha hi samajhta hai
neta manushya mein nyunatam ka prateek hai, rajneeti manushya ke bheetar ki nyuntam pravrttiyon ka khel hai
beware of “experience” - anubhav se bachna daman nahi hai, mahavir ke liye ye urja ko naya marg dena hai, neeche se upar
tantra unke liye jo hosh ko jagane me lage hain
ma ka koi arth nahi wo pehli adat hai
svabhav / prabhav
buddhi ka niji kaam dhyan hai
nij ho jana hi dharm hai