- https://www.youtube.com/watch?v=E3oTGrFIPic
- stalin marx
- sun, solar flares
- siberia
- khrushchev
- died shortly after release from jail, but still worked and left work behind
- pythagoras and "music of the spheres", harmony affects health
- https://en.wikipedia.org/wiki/Cosmochemistry
mana ki tumhein hua hai lekin usme sabka haath hai, main sirf ek bahana hu, ek crossroad - hum sab criss-cross points hain
jo buddh abhi hue hi nahi unse bhi sahayata lo
- jo bhavishwa mein hone wala hai woh na ho toh main na ho sakunga
ja chuka nahi jo aa raha hai. woh bhi, jo suraj uge nahi woh bhi bhagidar hai
-- sab sanyukta hai
- chudratam batein hum jyotish se jod di hai
-- swatantrata seemaon ke bahar nahi
- sadharan jyotish deterministic = wasteful ❌
- sab swachhand hai = chaos ❌
- buddhiwadi: sab arajakta hai, koi niyam nahi ❌
- beech me jagh hai jahan jaane wala admi vikalp chun leta hai
- gire koi kamar kisi ki tooti
- agar is bhanti jiye ki kendra par pahunch jaye to jeevan ki yatra dharmik
- surya ke hum phaile huer haath hain
- jo apne me ghumega wo kisi ki parikrama karega, jo apne me bhi nahi ghumega woh fir shunya aur shaant hai, woh dhuri jis pe saara brahmand ghumta aur failta / expand hota hai fir pralay ko uplabdh hota hai 🧲
- arbon kharbon varsh ki bhi ek lay hai
dhyan ka arth yehi hai, paristhitiyon ke upar uthna, paristhitiyor dosh na dein rasta nikalein