singularity

#shravan matreyn

тАЬNow everywhere you will feel a gap. You will feel that your efficiency is lost. You will feel that your utility is reduced. You will feel that everywhere you are an outsider. One has to pass through this period. You will become attuned again. You have changed, not the world, so you will not fit. So remember the third thing: When the technique fits you, you will not fit into the world.тАЭ

adhikar sirf dukh laata hai, jahan bhi adhikaar hai wahan dukh ka bhav hai

mms

dusron ki samadhi banane ka mauka toh milega hi lekin apni samadhi khud bana le

wo samadhi nahi jo dusre banate hain, wo samadhi jo aap khud banayen

teen charan - shareer ki relaxation, saari takat bheetar kheench lo - shwas ko shithil chhodna - vichar ko shithil chhodna

7

jahan jhagda hai wahan wahan andhvishwas hai, kyunki andhvishwasi jhagde se ye siddh karna chahta hai ki main theek hun aur uske paas koi upay nahi

jo log andhvishwas todne ka dhanda karte hain wo kamzor andhwishwas ke badle mazboot andvishwash substitute kar paate hai aur kuch nahi

khoj par nirbhar, bhiksha pe nahi

8

abj [36]

inkaar se ahenkaar paida hone ka upaye banta hai

jaag kar dekhoge toh bhrama, so ke dekhoge to maya

samay ke ghatne ka dhang vartman hai, smriti ateet, kalpana bhavishya

jise dharmik kranti karni ho use samajik kranti se bachna chahiye

khojna nahin khona (lose donтАЩt seek)

jo is raste me lut jayein, badi takdeer wale hain

vivah kagaz ka phool

agar ishwar ko insan ki tarah manoge to prarthna bhi insan jaisi hogi

aankh band rakhne se aankh khulti hai, aankh khuli rakhne se band ho jati hai

dhan prem ki hatya se ikattha hota hai

asli jiwan maut ke baad shuru

bhagwan chillata nahi phusphusata hai

kamzor hamesha tumhare hit me hi tumko satane ke upaye khojta hai

saare upadrav prabhavit karne ki koshish se hote hai

kuch bhi karo log ninda karenge: prashansa bhi log ninda ke ayojan me hi karte hain, lekin mudh kya kehte hain ye vicharniya nahi

neend aur neend me bhed hai, aur jaagran aur jaagran me bhi

man ki maryada

shok aur bhay ke paar

shubh karke / ashubh na karke - pachtana accha

guru kaisa hona chaiye iska pura hisab hai par shishya kaisa hona chaiye iska tumhe bilkul hisab nahi hai

rajneeti ki jahan bhi gandh aaye wahan se bhaag jao

manushya chauraha hai

majnu hai magar khwaish-e-laila nahi karte, hum ishq to karte hain tamanna nahi karte

sansar ek vishwavidayala hai

tumhari taraf se buddha shunya jaisa malum hota hai, buddhon ki taraf se shunya buddha jaisa lagta hai

safalta ka ek koi panth nahi, vifalta ki god me hi jeet hai, haar kar ke bhi jo nahi hara kabhi, safalta uske hriday ka geet hai

buddha ka kabhi janam hota hi nahi, mrityu hi hoti hai

is liye hua hai aksar aisa jag me, jab chala gaya mehman, gaya pehchana

akansha ka abhav dhyan hai

ahankar sab jhoothon ka mahal hai, prashansa gubbare ki tarah hai

lobh ke karan tum chintit nahi ho, chintit hone ke karan lobhi ho

mudhta ka ek hi arth hai, jo apne ko khole na band hi rakhe.

sukh me jaago

is chitt ko kisi chattan pe khade durg ke saman banao

man malik na reh jaye, dhyan malik bane

ek aur gunah kar lu, ki tauba kar lu?

manzr-e-tasveer dard-e-dil mita sakta nahi, aina paani toh rakhta hai, pila sakta nahi

lootay usi ne maze intezaar ke, jo had-e intezar ke aage nikal gaya

tum zamane ki rah se aaye, varna seedha tha rasta dil ka

jinhe bheetar jana ho, aise vyakti ka saath na pakde jo paap ki yojana bana rha hai, uska saath hona khatre se khali nahi

bahar jaane wale log bade jiddi hain, aur tum naye naye bheetar ki taraf chale ho, ye sang theek nahi, ye khatarnaak hai, dar ye hai ki woh tumhe bahar le jaye

mudhta badi wajni hai, tumhe duba degi

mudhta chhoot ki bimari hai, akele kaafi hai

  1. BHED VIGYAN: teeno mausam tumhare ass pass hai
  1. vishwas nahi, vivek
  2. mahapurush nahi, swayam
  3. adarsh nahi, tathya

PATH OF THE MYSTIC

Money

dhan ka saara maza uske na milne me hai jab tak nahi milta mahimapurna malum hota hai, jaise mila kachra ho jata hai

NATURE

aap na hote to kuch kami nahi hoti, aap hote hain to kuch badh nahi jaata

paani ko koi anter nahi padta lakeer bujh jaati hai

Men fail to remember who they are, women forget who they arenтАЩt.

Art is for its own sake, expect no patronage, you are not entitled.

Things can be copyrighted, thoughts cannot be copyrighted, and certainly meditations cannot be copyrighted. They are not things of the marketplace. Nobody can monopolize anything. But perhaps the West cannot understand the difference between an objective commodity and an inner experience. For ten thousand years the East has been meditating and nobody has put trademarks upon meditations.

-- appendix -- 

abb

jagat tariya bhor ki

03

Kauvalya upanishad

https://bit.ly/3RCjE36

1

2

maro hai jogi maro

misc